★★★★★Iftikhar Gillani✔ Verified buyerSukri is no doubt queen of dates.
Allowed to Open Before Payment
🛡️ 30 Days Easy Return & Exchange
🔒 100% secure order · Koi advance payment nahi
💬 Sawal ya Bulk Orders kai liyai message ya call karain 0319 8660668⚡ Karachi: order confirm hone ke 24 ghante mein delivery — aaj order karein, milega
🚚 Poora Pakistan: 3–4 working days mein delivery — pohanchega
3 baje ke baad ke orders agle working day dispatch hote hain.
Seen at Al Madni





Sukkari ki aqsaam
Tap karein → us khajoor ka page khulega
Hamara asli stock
Swipe karein → hamari dukaan ka asli stock



Verified reviews
★★★★★Iftikhar Gillani✔ Verified buyerSukri is no doubt queen of dates.
★★★★★Engr. Abdul Rasheed✔ Verified buyerExcellent product. Very original and best quality product.
★★★★★Muhammad Zahid I.✔ Verified buyerKMAAL — bohat achhi, fresh.
★★★★★Sameer Sabir✔ Verified buyerExcellent.
Sukkari Gold Dates — تمر سكري. ★★★★★
Poore 115 reviews yahan parhein → · Order mein koi masla ho to +92 319 8660668 par rabta karein. Hum rozana jawab dete hain.
Fazilat
بَيْتٌ لَا تَمْرَ فِيهِ جِيَاعٌ أَهْلُهُ
“Jis ghar mein khajoor na ho, us ghar ke log bhooke hain.”
Sahih Muslim · 2046كَانَ رَسُولُ اللَّهِ ﷺ يُفْطِرُ عَلَى رُطَبَاتٍ قَبْلَ أَنْ يُصَلِّيَ، فَإِنْ لَمْ تَكُنْ رُطَبَاتٌ فَعَلَى تَمَرَاتٍ
“Rasool Allah ﷺ namaz se pehle taza khajoor se iftar farmate; taza na hoti to khushk khajoor se.”
Sunan Abu Dawud · 2356وَهُزِّي إِلَيْكِ بِجِذْعِ النَّخْلَةِ تُسَاقِطْ عَلَيْكِ رُطَبًا جَنِيًّا
“Khajoor ke tanay ko apni taraf hilao, woh tum par taza pakki khajoorein girayega.”
Qur’an · Surah Maryam 19:25Visit us in Karachi
Swipe karein → card par tap karein, Google Maps khul jayega. Khajoor khud dekh kar, chakh kar, usi din ghar le jayein.
Before you order
Ji haan. Poore Pakistan mein parcel milne par payment karein. Koi advance payment nahi.
Ji haan. Courier ke samne parcel kholein, khajoor check karein, phir payment karein.
1kg pack sab se zyada order hota hai. Pehli baar try karna ho to Half Kg lein. Family ya gift ke liye 2kg/3kg — in par delivery free hai aur 250ml Zamzam bottle bhi free.
Karachi mein 24 ghante aur baqi Pakistan mein 3–4 working days. 3 baje ke baad, Sunday aur public holiday ke orders agle working day dispatch hote hain. Tracking ID SMS par aati hai.
Rs. 5,000 se upar ke order par delivery free hai. Rs. 5,000 se kam order par delivery charges Rs. 300 hain. Total hamesha upar all-inclusive dikhaya jata hai.
Ji haan. 30 din ke andar asaan return ya exchange. Tafseel refund policy mein.
Gold premium large-size grade hai — sab se soft aur sab se meethi. Mufaddal classic everyday grade hai. Rutab fresh aur juicy hoti hai jo fridge mein rakhi jati hai.
Saudi Arabia se seedha import hoti hai aur freshness ke liye carefully select aur pack ki jati hai.
Sealed, thandi aur khushk jagah rakhein. Fridge mein rakhne se zyada der tak soft rehti hai.
Qudrati cheez hai — size aur rang mein thora farq normal hai. Grade aur quality ek jaisi hoti hai.
Our Promise
“Assalam-o-Alaikum. Main Ali Ahmed hoon. 1998 se hum Karachi mein ek hi usool par kaam kar rahe hain: jo khajoor hum apne ghar nahi khilate, woh aap ke ghar nahi bhejte. Isi liye aap ko poora haq hai — parcel kholein, Sukkari Gold dekhein, chakhein, phir payment karein. Agar kabhi koi kami reh jaye to mujhe seedha WhatsApp karein, main khud jawab deta hoon. Aap ka bharosa hi Al Madni ki asal kamai hai.”
— Ali Ahmed